ALTHOUGH THE DREAM IS AN IMAGINATION BUT ALLEGATIONS AND CLARIFICATIONS OF THE INOCENT HOLY FOETUS ARE BASED ON ACTUAL FACTS PREACHED BY (ME) SO CALLED YASMIN SULTANA DAKAIT----
JUSTICE OF A FOETUS
MERA KHAWAB
Main soeey jo ek raat dekha yeh khawab,
na tha khawab go ke haqeeqat janab.
Wo barish ki rut uspaey bijli bari,
chamakti, karakti per wo girtee na theey.
Wo paani tha raahon pe kach kach pari,
Wo mendak ki tar tar se garahi pati.
Andhera bahut rah milti na thi,
Ke dekhoun ke eisae main “main ja rahee”.
Quadam ka tha wehshat se uthna mahaal,
Larazta tha dar se mera baal baal.
Wo kachre main paaon sanbhalta na tha,
Per sar ka doshala phinsalta na tha.
Jo kuchh hosla pa ke aagae badhee,
Toe dekha qataar aek bachchaon ki thee.
Jo abyaz see poshaak pehney huaey,
Diya zindigi ka liyaey haath main.
Wo hathon main chhoti si dhibri liyaey,
Door se aesey lagtaey thaey jaataey huey.
Aaya gaari chalaey, dibba andar dikhaey,
Duniya jisko kahey railway, railway.
Jhoomtaey, machaltey, ithaltaey, kheltaey,
Jo falak ki chalaey toe unhaen choom laey.
Haaeay nannhaey sitaron ka wo charaghaan,
Aur maasoom chehron ka wo keh - kashan,
Bilkul chup chaap thaey aagey peechaey rawan,
Alla janaey key jaana tha unko kahan.
Who hawa key tamache wo barish ki taab,
Per diya kya ke jalta hi jayae janaab.
Eeysaa sochti thee ke mera pisar,
Usi fauj main mujhko ayaa nazar.
Wo nannha sa luthrha mera naunihal,
Chalaey hans goyaa key bubul ki chaal.
Who peichhaey tha per tez chalta na tha,
Diya uskey hathoon ka jalta na tha.
Kaha main ne yeh peh-chan ker meri jaan,
Mujhey chhor ker a aagayae tum kahan.
Yeh kehney pe mere who takta na tha,
Who nannha farishta chehekta na tha.
O nannhaey se raahee na dey dam mujheyJo waqfiyat abhi kam mujhaey.
Jo nannhaey ney dekha mera paech-o-tab,
Diya usney mounh pher kar youn jawab.
Foetus:
Wo sauda jo abba ka tum ney kiya,
Wo “ dain-e-mehar” jo vakeel khaa gaya.
Aur khaa key jo tum se yeh kehelwa diya,
Ke tumney usaey bhee to paaya na tha.
Aur phir court ki who tumharee sada.
wo sona jo abtak nahin haey mila
key haaa - ey mari dilwaiyo youn zara
key haaa-ey mari diwaiyo youn zara
Yeh iblees sun ker bahut khush huaa,
Wo assi dafaa shor - o - ghul se hansaa.
Main:
Yeh keh kar who kuchh der tak chup raha,
Diyaa phir dikhaa ker youn kahnaey lagaa.
Foetus:
Samajhti haey too ho gayaa isko kyaa?
Jo tere zehan ney tha haela kiya,
Tere doctor ne yeh bujhwa diyaa.
Tere sathiyoun ne yeh dafna diyaa.
Wo herja jo eis qatl ka tha liya
Tere Jamia ne yeh chhupwa diyaa.
And this all happened in India.
And this all happened in India.
Main: (mom)
Wo bachhcha phir kuch ghamzada ho gayaa,
Haathon ko jhatak ker khara ho gayaa.
Foetus:
O amma zara kuch sharam to karo,
So mujh per zara kuch karam to karo.
Wo abba ka mere kiya tum ne haal,
Na tum hoti kiski jo hoti majaal.
Ke hathoon ko unkey bhi tudwa diyaa,
Yeh hamdardeey ka ek naya fatwa thaa.
Judayee main rahtey hain who beqarar,
Piro-tae haan har roz ashkon ke haar.
Na perwa zara tum ney abba ki keey.
Gayee chor achchae wafa tum nae keey.
Munafiq ka kehna bhee kuchh aj haey.
Teen jumloon ka kesa yeh insaaf haey.
Bana haey naya “law” gehoon ke liyaey,
Pisaa per yeh ghun ies main kiyoon kis liyaey.
Misal ab jo teri ke mehtaab haey,
yeh kuchh bhi nahin kala dast-e-aab haey,
Kaali - wardi ki pleading ka tezaab haey.
Kahey bin tujhey jo key dastiyab haey?
Jo dunya main jhootey ka ab raaj haey,
toe aurat ke haq fesla maaaf haey.
main (Mom):
Too bakta haey kya kya main samjhi nahin,
Youn lagtaa hae urdu main kuch farcee.
Kuchh seekha bhi tooney haey ya ke nahin,
Idhar main toe thaehri ek pee aech dee.
Foetus:
Too PEE AECH DEE ya key PEE AECH DAA,
Yhe batlaey jis se “gar hoon main - jo tha.”
Wo abbaa ne ek nazm sikhlayee thee.
Inter - net pey log on karwayee thee.
Main (mom):
O mere sitare o noor-e-nazar,
Sunadey, sunadey usey aey jigar.
Foetus
Yah sach haey tereee mehfil main
Merey afsaney kuch bhee nahein.
Aur terey bahaney key aagey
Dunyaa key fasaney kuch bhee nahein.
Main saza hoon tery sharafat ka
Youn mujh sey nigahoon ko na choora.
Main bheee ek dil armanan bhara
Kyaa tujhko yeh maloom na thaa
Aulaaad ko saans jo dey na sakaa,
Shohar ko phir wo kya deyta.
Main ney toe kuch bhee kiyaa na thaa.
Phir kiyoon akhir main qatl hua?
Anjaam mera rooh - e - afzaa
Ek qissa hoon hamdardey ka
Wo teraa hee toe sign haey
Jhootey dawaey per quaa-em haey
Jiska na pata - uspey hey likhaa
Sign bhee aakhir hey tera.
Gana gaa - tee haey sharafat ka
Per dil haey eak munafiq ka.
Baloon ko aeysa shakal diyaa
Apney ko jesey qatl kiyaa.
Jo “wer” ki jagah mangaa sona
Yeh note hua teraa rona.
wo vakil tujhe sona deyta
ya choos tujhey wo youn leta
phir V>C ka jo test hua
sau fisad usmain fail hua
wo hamdardi ka mujassama
joota patloon aur chashma
wo vakoil ki chal jo chalta tha
jhootey ki naqal wo kerta tha
jhootey ka jubba pahan liya
sach ka kachcha haey phata hua
issey aagey mat pochiyey gaa
sensor mujh per bhi laga hua
yeh usko jaal kiyon lagta haey
wo abba teyra shohar haey
main qissa hoon HAMDARDI ka
anjaam mera rooh-e-afzaa
------------------------------------
Kaleey wardeey key khiloney ka.
Wo jhoota dawaa soney ka,
Angootheey, bunda aur maala,
Teenoon jo milein to banta haey
Aaya set sola toeley ka
Aur wo bhee aslee soney ka.
Per kara phool aur mang teeka
Yeh sab set main hotey hain kahan
Malaa jo too ney pehna tha.
Main terey kokh rehta tha
jo load transfer hota tha
main bhi toe usko dhota thaa
malaa ka wazan jo umoooman thaa
taqreeban sadhey teen tola.
Wo angoothi aur wo bunda
shayad wo tha itna chota
wo load jo mujh per aata tha
toe sara gul ho jata thaa
toe sara gul ho jata thaa
Per maan too zara bhi naa sharma
Main abhi hisaab laga doonga
Sola se ghataao isey zara
toe bachaey sadhey baarah tola
wo angoothee saw (100) ratti kei
isko jo ghattao ies main sey
toe bacha sadhey gyara tola tolaa
isko doe sey taqseem kiya
her bunda satter masha ka
kya lagta naheeen tha tojhey bada
ger too ney isey pehna hota
so feesad dawa haey mera
sara hamdard tujhey kehta
dekho jalwa kan - kata huaa.
Abba ka diya jo too ney kaha
Wazan sadhey satra tola.
Wo anjuthee saw(100) ratti ki.
her bunda barah maasha ka
isko jo ghatao ismain se
toe wazan jo haar ka pao gay
isey sun ker tum chillao gay
bin piyey hi tun ho jao gay
jo haar nahin wo aek jhoola
goya soney ka hindola
jab jazba haey khud gharzi ka
phir kiyon dawa Hamdardi ka
Main (mom):
O noor-e-nazar, too lagey rah - e - bar,
Kare baat karwee magar pur asar.
Main ro jaoon gi mere lakhtey jigar,
Kuch aur guftagoo chahey jhooti hi kar.
Foetus:
Na haein hath main chooriyaan aur karey.
Go peyroon se payal chooraye hue,
Jo baloon ka tal-chhat lieyaey ho phirey,
Phir kiyoon istarah bokhlayey hue.
Yeh kehna mera ab bhee too man ley,
Jura haey “war malaa” yeh too jaan ley.
Jo kar-waya mujhko jisim se juda,
Toe ab too bhee sunn yeh mera fesla.
Na ker wakt zayae o na-shukri shyae,
Jo ek jaan lee haey toe ek jaan daey.
And give it to him through whom I am,
Tabhi mera gussa tum paaao gi kam.
Yeh mat sochiyo main hoon arif nahiyn,
Har ek ghalat per teri nazrein tikien.
Ke insaaf ki baat jab haey baari,
To kaahey ki lajja kya sharindagi.
Go chaho yeh bachcha agar khush rahaey,
To par jao abba key phir se galey.
Go phir sey yeh moka do is rooh ko,
Ke phir se bharey ye teri kokh ko.
Raho saath abba key us wakt taak,
Na dekho jo godi main meri bilak.
Yeh khaali nahin wazan ki baat haey.
Bina janmein foetus ka insaaf haey.
Jo kar na sako meri hasrat poori,
To phir chhoro mujhko main eiasa saheey.
main abba se phir baat kar hi loon ga,
Inter - net se phir chaat kar hi loonga.
FOETUS KA MASSAGE USKE ABBU KE NAAM
PEYT KEY X-RAY KERWAEY HAIN JA KEY DO DO
KOKH MAIN USKE YEH BACHCHA HAEY
YEH WO BHOOL GAEEEY
USKE JHOOTEY KO THA INSAAF NE NA LALKARA
SACHHEY IMAN KI LAZZAT KA MAZA BHOOL GAEEEY
HUEEY HAEY MUNAQQA ANGOOR KA QISSA NA RAHA
PECH KO CHAKH KE WO FOETUS KA GILA BHOOL GAEEY
KHAALA SE WO JO CHADHI ALKA SE KUCH DARTI THEE
DAR-E-KHAWIND KE RASTEY KA NISHAAN BHOOL GAEEY
KALI WARDI KE DILASON PE JO NAZREIN PHINSLEIN
APNEY SHOHAR KE LABON KI WO DUA BHOOL GAEEEY
SACHCHEY HATHON KO THA HAMDARDI NAIN SANGSAAR KIYA
HATH SHOHAR KA HAEY YEH BHI FARMANA BHOOL GAEEY.
AMMA ABBA SE MOHABBAT KA BHALA BHOOL GAEY
PI KE WO SINKARA EHDO WAFA BHOOL GAEY
----------------------------------------------------------------------
Abbu ji ke tum chahey kuch bhi karo,
eis jhootey pe abba too bilkul “ na ro”
Ek aur dhoondo chahey wo andhi sahee,
Karey jo na eiseey magar “Hamdardi”.
GLOSSARY OF WORDS USED
Urdu/Arabic Word Stand for
Mera khawab my dream
haqeeqat fact
barish ki rut rainy season
raahon path ways
kach kach muddy water
mendak frog
garahi kachcha pond
rah way
qadam step
wehshat Fear, bad feeling
mahaal difficult
larazta shiver
paaon feet
doshala Piece of cloth used by a women for head covering
phinsalta To slip down
kachre mud
hosla Courage, bravery
qataar Line, queue, row, series
abyaz white
dhibri oil candle,
poshaak dress,
zindigi life
Aaya if
falak sky
choom kiss
nannhaey sey Tiny, small
charaghaan lighting
maasoom chehroon Innocent faces
keh - kashan, galaxy
tamache Slapping, beating
taab, Bearing, suffering,
pisar Kid,
fauj army
nannha small
luthrha Piece of meat (foetus)
naunihal Small child
hans Bird’s name
bulbul Bird’s name
nannha farishta Tiny angle
waqfiyat knowledege
paech-o-tab Hue and cry
sauda Deal, business,
dain-e-mehar Dowers amount
sada Representation
iblees King of devil, head of satan,
shor-o-ghul With noise, loudly,
hansaa laughed
zehan mind
haela Excuse, justification
bujhwa To put off
herja Reimbursement, compensation
sathiyoun Nears and dears
dafna To put in grave, to grave in
qatl murder
jamia university
payara Smart, beautyful,
ghamzada Sad, tragic, sorrowful
sharam Shy,
karam favour
fatwa Statement, declaration
ashkon Teardrops, grief
wafa Obedience,
Munafiq Hypocrite, deceiver, cheater
janjaal foolishness, senselessness
gehoon wheat
mehtaab Moon,
Kaala dast-e-aab Black tub for washing hands
tezaab acid
dastiyab available
fetus Zygote, embryo
farcee persian
seekha learned
pee aech dee P.H.D
pee aech daa Special PHD grant ed after a loss of an holy child
Noor-e-nazar Light of eyes
jigar liver
Hamdardi V.C- Jamia hamdard. Knows.
guftagoo discuss, talk
chooriyaan thin glass bangles
karey thick glass bangles
payal ornamental silver chain for feet.
baloon ka tal-chhat blunt hair style, short hair,
war malaa fastening of marriage
jisim body
judaa separate, detached.
feisla justice
wakt zayae time waste
naa-shukri shyae thank less thing
sochiyo think
arif one who knows
insaaf Justice, fairplay, equality
lajja shame, regret
sharmindagi shame, regret
abba father
Lag ja galey To grab, to seize, to take grip
rooh soul
Bilak Cry of a child,
Bina janmein fetus unborn child
aarzoo Will, wish, desire
chhoro mujhko leave me
na ro do not weep, do not mourn
wazan Weight, load
andhi blind