Saturday, October 24, 2009
चुनाव मुहीम
रुत दान ऐ मत की आई ---2
नता ने की भलाई -
चले मे गुजार----
ख़ुद गरज वार ---
दिल्खाश बहार
पब्लिक के डर पे झांकी ,
किस्मत फिरी जगह की --
आफत गई वहां की ---
चुनावी बेलबूटे --2
दीवार ओ डर पे टूटे , --1
वादें हैं सब्ज़ ,
शादाब लफ्ज़ , \
जनता की नब्ज़ ,
माय सोज़ ओ साज़ फूटे ,
चनावी बेलबूटे , --1
देवर ओ डर पे फूटे , --1
एक आदमी ने पहने
ख़्वाबों के सब्ज़ गहने
नुक्कड़ का रक्स
नारों की गरज
भोंपू का दर्द
उसको परे हैं सहने
एक आदमी ने पहने
खुवाबों के सब्ज़ गहने
हाय इश्क भी जूनून बी
मस्ती भी , --
जोश ऐ खून भी
पब्लिक का दर्द ,
नेता की गरज ,
जलसों की अर्ज़ ,
हे कियों भी और यौन भी , -१
मस्ती भी , जोश ऐ खून भी --१
नगरी का हर दरिंदा , --२
तप्पोरिया बाशिंदा, --१
कोई गर्म खेज़ ,
कोई नाघ्मा रेज़ ,
कोई दिल फरेब ,
फिर होगया ही जिंदा, --१
नगरी का हर दरिंदा ,
तप्पोरिया लफंगा , -
रुत दान ऐ मत की आई , --२
नेता न दी दुहाई ---१
Monday, October 19, 2009
OPPOSITION OF BANDE-MATARAM SINCE IT IS AN ANTI VEDIC SONG
Those who oppose Vande Mataram should go to Pakistan:Uddhav Thackeray
http://timesofindia.indiatimes.com/articleshow/msid-5196877,prtpage-1.cms
Mumbai: Shiv Sena Executive President Uddhav Thackeray Wednesday hit out at the Jamiat-Ulema-e-Hind for issuing fatwa against singing Vande Mataram saying that those who oppose the national song should go to Pakistan. In a statement issued here, Thackeray said that the fatwa was issued in the presence of Union home minister P Chidambaram which shows that the Centre has indulged into minority appeasement. Times of India /5/11/09
About 100 year ago ALLAMA IQBAL through his tarana (to praise india had given us a tarana) had given us a slogan that;
MAZHAB NAHIN SIKHATA APAS MAIN BAIR RAKHNA
HINDI HAIN HAM WATAN HAIN HINDOSTAN HAMARA
but in a period of 100 years neta like THIS have converted this tarana as:
NETA YAHA SIKHATA AAPAS MAIN BAIR RAKHNA
MARRATHI MUMBAI MAIN LAALU KAHAN HAEY APNA
PHIR BHI YAHI SIKHATA DIL JISM O JAAN HAMARA
SARE JAHAN SE ACHCHA HINDOSTAN HAMARA
it is further stated that as the above slogan is changed in 100 years time---the main slogan of relegion too is twisted in this way
"AB DEV MAHA OSI" PER DUST SI JAME GI--
AUR BANDE MATARAM KI DHUN ZOR SE BAJE GI--
" NA TASYA PRATIMA ASTI" PER GEHN SI LAGE GI--
AUR MULTI KHUDAON KI DHUN ZOR SE BAJE GI--
( KINDLY NOTE THAT'DEV MAHA OSI' IS A SHRALOKA FROM VEDA MEANS GOD IS VERY GREAT--
"NA TASYA PRATIMA ASTI" IS A SHRALOKA FROM VEDA MEANS THERE IS NO PRATIMA OF HIM (GOD)
it is a matter of concern why muslims mind oppose " BANDEMATARAM TO SING" IS BECAUSE OF THE FOLLOWING REASONS.
that if we go towards the meaning of this, it says : o mom (bharat mata) we bow down to you which is against not only the teachings of islam but agaist the teachings of this shraloka of vedas which says like this:
"Andhatma pravishanti ye assambhuti mupaste"----Yajurved chapter 40 verses 9) ------means "those enter darkness who worship natural things (e,g worshipping individually or a group of natural things like a tree, a star, an animal or a human, " the shraloka further says "those further sink into darkness who worship manmade thing like a figure , an statue"
since 100 percent of our countery is made up of natural or/and man made things bowing down towards it is as good as entering darkness and further sinking darkness. So this song "vande mataram" is an anti vedic song apart from being an anti islamic.
it is not known if SHRI B. CHAND CHATTARJI WAS AWARE OF SUCH TEACHINGS AND SHRALOKA VEDAS OR NOT.--and if he knew it and designed such poetry it is more ignorance.
HOWEVER DO NOT WORRY, a poet HERE BY GIVE ANOTHER TARANA TO INDIAN PUBLIC AND IF INDIANS THIS SONG NO BODY OBJECT IT AND INSHA-ALLAH ALMIGHTY TOO WILL BE HAPPY IF INDIANS SING THIS TARANA:
TARANA-E-HIND
YEH MERI ZAMEEN-
YEH MERA CHAMAN--
AUR HIND KA YEH-PYARA MAUSAM,
SHUKRAN RABBI SHUKRAN-
TERA KARAM'
YEH MERI ZAMEEN YEH MERA CHAMAN...........
GAON MAIN KHETI KI BAHAREIN AUR HARYALI KHILTI HAIN.,
SHEHRON MAIN TALABA KI QATAREIN HER KOOCHEY MAIN MILTI HAIN,
YEH MULTI TEHZIBON KA MILON,
MUSKATEY YAHAN NAGHMEY, GAZLEIN, BHAJAN,
YEH MERI ZAMEEN-YEH MERA CHAMAN,
AUR HIND KA YEH-PYARA MAUSAM,
SHUKRAN RABBI SHUKRAN-TERA KARAM'
YEH MERI ZAMEEN YEH MERA CHAMAN...........
GARMI MAIN PACHHCHHIM KI HAWA KHARBOOZE AAM MITHATI HAEY—
POORAB SE PHIR CHAL KE SABA GANGA JAL SA CHIRKATI HAEY
PHOOLON SE BHARE ISKE SAWAN,
HAWWA KE SHOHAR KA YEH WATAN,
RAHTE THEY YAHAN DHIRU, SHIITH, MOHAN—
YEH MERI ZAMEEN-YEH MERA CHAMAN,
AUR HIND KA YEH-PYARA MAUSAM,
SHUKRAN RABBI SHUKRAN-TERA KARAM'
YEH MERI ZAMEEN YEH MERA CHAMAN...........
ADAM KO PAIGHAM SUNANE JAB BHI FARISHTEY ATE THEY---
KHUSHBU, MEWEY, SABZI, PHAL, ZAR
BARKAT MAIN DE JATE THEY—
YEH MIRCH MASALON KA MASKAN—
MADANYAT AUR DHATON KA YEH SHIKAM—
YEH MERI ZAMEIN YEH MERA CHAMAN--
AUR HIND KA YEH PYARA MAUSAM---
SHUKRAN RABBI SHUKRAN TERA KARAM--
YEH MERI ZAMEIN YEH MERA CHAMAN--
PAIGHAMBER (PBUH) NE KHUB KAHA—
EIS MULK SE KHUSHBU AATI HAEY---
AEY PAIGHAMBER MUGHKO BHI AB—
TERI YAAAD SATATI HAEY—
DAIN DAIN YEH DUAAAEIN AEY HAKIM—
HAM YAAD KAREIN ADAM KA DHARAM—
AUR KARNE LAGAIN PHIR AISEY KARAM—
JANNAT MAIN PHIREIN ASLAM AUR MOHAN--
YEH MERI ZMEEN-YEH MERA CHAMAN,
AUR HIND KA YEH PYARA MAUSAM,
SHUKRAN RABBI SHUKRAN-TERA KARAM'
YEH MERI ZAMEENYEH MERA CHAMAN...........
MEANING;this is my land,my garden,and the excellent Indian atmosphere,thanks my lord, thanks yours grace, in villages, springs of cultivation and greenery are observed, in cities, queues of students are found at each corner, a junction of multi civilization, smiling here are Songs, Gazal and Bhagans, this is my land,my garden, and the Indian atmosphere,thanks my lord, thanks urs grace, in summer, wind from west causes sweetening of musk million and mangoes, then clouds from east sprinkle Ganga Jal like, filled with flowers is it's spring, (HAZRAT-E) MURLI , SHITH AND ADAM (PBUT) used to live here,this is my land,my garden,and the Indian atmosphere, thanks my lord, thanks urs grace, when anglels use to convey the masage of allah here to ADAM, they use to gift good smelling plants, vegetabls, fruits, greenery and grains here, this a home of spices, and a stomoch of stones and metals. MASSANGER (PBUH) do said that there comes good smell from this country. O massanger, we too remember you your honor sir,kindly pray for us that our deeds become such that in JANNAT Akram and Mohan may roam there
PUBLISHED IN AN STUDENTS MAGZINE OF BANARUS HINDU UNIVERSITY, IN A MAGZINE OF CPWD (NDZI) THROUGH MY BLOG ---TAMBEEH.BLOGSPOT.COM
Composed by:
my husband ARIF
YEH MERI ZAMEEN-
YEH MERA CHAMAN--
AUR HIND KA YEH-PYARA MAUSAM,
SHUKRAN RABBI SHUKRAN-
TERA KARAM'
YEH MERI ZAMEEN YEH MERA CHAMAN...........
GAON MAIN KHETI KI BAHAREIN AUR HARYALI KHILTI HAIN.,
SHEHRON MAIN TALABA KI QATAREIN HER KOOCHEY MAIN MILTI HAIN,
YEH MULTI TEHZIBON KA MILON,
MUSKATEY YAHAN NAGHMEY, GAZLEIN, BHAJAN,
YEH MERI ZAMEEN-YEH MERA CHAMAN,
AUR HIND KA YEH-PYARA MAUSAM,
SHUKRAN RABBI SHUKRAN-TERA KARAM'
YEH MERI ZAMEEN YEH MERA CHAMAN...........
गर्मी मैं पछ्छिम की हवा खर्बूजे , आम मिठाती हे -
पूरब से फिर चलके सबा गंगा जल सा छिर्काती हे ,
यह हव्वा के शोहर का वतन,
फूलों से भरे इसके सावन ,
रहते थे यहाँ चिश्ती, शीश , मोहन
YEH MERI ZAMEEN-YEH MERA CHAMAN,
AUR HIND KA YEH-PYARA MAUSAM,
SHUKRAN RABBI SHUKRAN-TERA KARAM'
YEH MERI ZAMEEN YEH MERA CHAMAN...........
ऐडम को पैघाम सुनाने जब भी फ़रिश्ते आते थे ,
खुशबु, मेवे, सब्जी , फल , जार,
बरकत मैं दे जाते थे ,
यह मिर्च,मसलों का मसकन
मदन्यात और धाटों का यह शिकम
YEH MERI ZAMEIN YEH MERA CHAMAN--
AUR HIND KA YEH PYARA MAUSAM---
SHUKRAN RABBI SHUKRAN TERA KARAM--
YEH MERI ZAMEIN YEH MERA CHAMAN--
पैग़म्बर (PBUH) ने खूब कहा इस मुल्क से खुशबु आती हे -
एय पैग़म्बर मुझको भी अब तेरी याद सताती हे ,
देंदें यह दुआएं एय हाकिम ,
हम याद करें ऐडम का धरम
और करने लगें कुछ ऐसे करम ,
जन्नत मैं फिरें असलम और मोहन ,
YEH MERI ZMEEN-YEH MERA CHAMAN,
AUR HIND KA YEH PYARA MAUSAM,
SHUKRAN RABBI SHUKRAN-TERA KARAM'
YEH MERI ZAMEENYEH MERA CHAMAN...........
MEANING;this is my land,my garden,and the excellent Indian atmosphere,thanks my lord, thanks yours grace, in villages, springs of cultivation and greenery are observed, in cities, queues of students are found at each corner, a junction of multi civilization, smiling here are Songs, Gazal and Bhagans, this is my land,my garden, and the Indian atmosphere,thanks my lord, thanks urs grace, in summer, wind from west causes sweetening of musk million and mangoes, then clouds from east sprinkle Ganga Jal like, filled with flowers is it's spring, (HAZRAT-E) MURLI , SHITH AND ADAM (PBUT) used to live here,this is my land,my garden,and the Indian atmosphere, thanks my lord, thanks urs grace, when anglels use to convey the masage of allah here to ADAM, they use to gift good smelling plants, vegetabls, fruits, greenery and grains here, this a home of spices, and a stomoch of stones and metals. MASSANGER (PBUH) do said that there comes good smell from this country. O massanger, we too remember you your honor sir,kindly pray for us that our deeds become such that in JANNAT Akram and Mohan may roam there
Composed by:
MY HUSBAND
Saturday, June 6, 2009
LAJJA -8==== ILTAJA
“DEV MAHA OSI” ATHARVA VED- BOOK NO 20-HYMN (CHAPTER 58)-VERSE-3 MEANS “ GOD IS VERY GREAT”----
UNFORTUNATLY SOME OF OUR BROTHERS HAVE FORGOTTEN THE ABOVE TWO TEACHINGS OF VEDAS AND UPANISHAS (AS REFERANCE IS GIVEN) AND STARTED WORSHIPING IMAGES OF GODS. BUT ON THE OTHER HAND A GROUP OF PEOPLES NOT ONLY PREACHED / SAVED THE ABOVE TWO TEACHINGS OF VEDAS BY WORSHPPING THE IMAGE-LESS GOD BUT MADE PLENTY OF EARTH-STATIONS SPREAD ALL OVER THE WORLD TO SING AN ANTHEM HAVING A BETTER MEANIG (AT PAR) OF THE SHRALOKA (I.E DEV. MAHA OSI-GOD IS VERY GREAT) THAT IS GOD IS SUPREME - ALLAH-O-AKBAR. AND WHEN IT IS SAID THAT HUMAN IS GRADUALLY FORGETTING ALMIGHTY-BUT STILL THE ANTHEM I.E GOD IS SUPREME IS STILL A MOSTLY SUNG ANTHEM OF THE WORLD AS IT BEING STILL RECITED FROM VARIOUS EARTH STATION (KNOWN AS A MOSQUE) FIVE TIMES A DAY. IT IS VERY UNFORTUNATE THAT ONE OF SUCH EARTH-SATION (KNOWN AS BABRI MASJID) WAS DEMOLISHED BY SOME PEOPLES (MIND-WASHED BY SOME OF OURS POLITICAL READERS FOR A VESTED INTEREST- QUOM KEY GHAM MAIN DINNER KHATEY HAIN HUKKAM KET SATH - RANJ NEYTA KO BAHUT HAIN MAGAR ARAM KEY SATH). HOWEVER, WHATEVER THE CIRCUMSTANCES WERE, THIS POETRY IS HEREBY COMPOSED KEEPING IN VIEW THE GROUND REALITY AND WITH A HOPE THAT “ THERE WILL BE NO INJUSTICE TO THE HOUSE OF ALMIGHTY “ALLAH” IN A COUNTRY LIKE OURS.
JO CHAHTEY HO YAARON
(if you want my dears)
JAMHOORIYAT MAIN HO DAM
(that there may be strength in democracy)
MASJID HAEY MUNHADIM
(the mosque is evicted/demolished)
INSAAF PER NA HO KHAM
(but the justice should not go astray/inclined)
JUSTICE KO IS TUMHARI
(yours this justice)
DEYKHEY GARA SARA ALAM
(will be observed by the whole universe)
ZULMAT SEY EAK TUMHARI
(with an exploitation/darkness of yours)
RONEY LAGE GA PARCHAM
(the national flag will cry)
(they say that muslims}
MASJID KO UNKO DAEY DAIN
should handover the mosque to them
KOI UNHAIN BATAEY
some body may tell tham
OWNER YAHAN KHUDA HAIN
that the owner here is ALMIGHTY
(my dears, do not give false here)
HARGIZ JAGAH NA DEYNA
( never give an space)
YEH SERIUOS ISSUE HAEY
(since the matter is serious)
RESPONDANT KHUDA HAIN
(respondant here is almighty)
MERI ILTAJA MUSALMAN BHAIYON SEY
YEH DUNYA JAISEY GOBAR
(this world is like buffalodung)
TUM AKHRAT PE JAAO
(You go for the second world)
TUM BHAINS KO KAMAO
(You urn the buffalo)
GOBAR BHI SATH PAAO
(Get the buffalo dung free)
DUNYA HI TUM KAMAO
(to earn only the world)
TUM ISLIYEY NAHIN HO
(you are not supposed to be made for this)
MOHAN SWARG PAEY
(mohan may get jannat)
TUM ISLIYEY BANEY HO
(you are made for this)
AB GOPIYON KE BADLEY
( Now, instead of gopies)
HOORON KEY GUN BATAO
(you explain the qualiteis of hoors)
KASHMIRIYAT TO KYA HAEY
(what the matter of kashmir (heaven like) is
JANNAT INHEIN DILAAO
help tham to get original jannat
HAQ KI TARAF BULAO
(call them to right path)
(HAQ KI TARAF BULAO)
(call them to right path)
MERI ILTAJA SABHI SEY
JHOOTAY MAIN HOGA JAB DAM
(when there would be an srength in false)
SACHCHAI HOGI PURNAM
(when there would be tears in the eyes of truth)
PHAILEIN GAY ROZ ATANK
(there would spread extrimism every day)
PHOOTEIN GAY BUM DHAMA DHAM
(Bombs would explode daily)
HUM SAB PEY HAY YEH LAZIM
(it is necessary for us )
SUN LAY YEH SAARI MEHKOOM
(all congregation should hear this)
SACHCHA PAREY NA MADHDHAM
(truth should not go shady)
JHOOTA BANEY NA HAAKIM
(False should not be a ruler)
MER PAAAEY AB NA MASOOM
(Innocent should not die now)
PHOOTAY NA KOEEI AUR BUM
No bomb should explode now
HUM SAB HAIN IBN - E – ADAM
(We are the children of Adam)
HAWWA KAREIN GEIN MAATAM
(Mother Hawwa will cry)
FOR FURTHER DETAIL SEE MY BLOG –LAJJA AT http://legalisedatank.blogspot.com/
Thursday, June 4, 2009
A GAZAL ON MY ACHEIVMENTS
KHAAK DAAL ANKHON MAIN USKI YEH GUMAAN JATA RAHA
FITNA-E-HAMDARD KE SAA-EY MAIN AKAR YOON BASA
NAZR-E-KHAWINDI SE PHIR MAIN DOOR SA JATA RAHA
MUNTAZIR YAADON KI AKSAR KHAWAB MAIN ATA THA MAIN
BICHAR KER BHI YEH GUMAN US - SEY KABHI BHICHRA NA THA
TUKREY TUKREY KER DIYEY HAIN BIN JANI AULAD KEY
BE- ZABAN THI ISNEY NEY KUCH BHI HAE-REY MAANGA NA THA
SACHCHAI KEY SHEHR MAIN QANOON KI ANDHI CHALI
BAADBAAN INSAAF KA RISHWAT KEY GUN GATA CHALA
BAITH KER TADRIS DEYTA HIKMATI TADBIR KEY
JHOOTE DAWON KI GARAJ MAIN JHUMTA GATA CHALA
KON MUJHKO DEY GAYA SABIT SANAD TALLAQ KI
LEHJA - E - KHAWIND NEY KUCH IS TARAH BOLA NA THA
SUN KEY IN KARTOOTON KI ROODAD WO BHI RO DIYA
MAINNEY JISKI AANKH KO PURNAM KABHI DEKHA NA THAA
http://legalisedatank.blogspot.com/
Saturday, May 30, 2009
LAJJA-7----INSAAFI KI DAGAR PEY
· It does not mean that listening such verses, you start drinkig ……..... You should use yours wisdom to recognise good and bad.
इन्साफ की डगर पे
लोगों दिखाओ चल के
यह देश हेह तुम्हारा
खाजाओ हलके हलके
जो तुम बने अनारी
और की ईमानदारी
यह हे भविषया WAREIN
BAN जाओ गे भिकारी
अफसर व khanadari
सब दें गे तुमको गारी
देखें गे लोग हंस KAR
KEHLAO गे फटीचर
चलना संभाल संभाल कर
एक दूसरे से जल कर
जो देखते हो संपनi
हो एक मकान अपना
लज्जा को ताक RAKHNA
AUR सीखो घूस चंखना
हैवानियत करो गे
इंसानियत मिले गी
इंसानियत करो गे
सहितानियत दासी गी
चलना संभाल संभाल key
AEK दूसरे से जल के
अब देव महा ओसी पर
गहन सी लगे गी
और बन्दे मातरम की
धुन ज़ोर से बजे गी
ना तस्य प्रतिमा अस्ति
पर डस्ट सी जामे गी
और multi खुदाओ की
प्रतिमाएं अब सजें गी
अब मनिका की भपकी
गीदर को जो मिले गी
फिर लोमरी भी पिज्जा
और केक ही चखे गी
जंगल के बारह सिंघे
parrrathon per पालें गे
और शुध्द्ध शाकाहारी
अब तैन्दुएय बनें गे
अब इस जहाँ की घोडी
कुछ उल्टा रुख करें गी
दूल्हे को न बिठा केर
उनपर सवार होंगी
चलना संभाल संभाल के
एक दूसरे से जल के
बंगाली मुस्लामें पैर
सरकारी कीक लगे गी
नेपाल देसियों को
अब नौकरी मिले गी
शर्मा कहाँ से आया
सवाल यह न होगा
बहार से खान आया
इल्जाम यह लगे गा
चलना संभाल संभाल के
एक दूसरे से जल के
श्री क्रष्ण commission की
अब एक न चले गी
रपिस्ट नहीं जाहिरा
को अब सज़ा मिले गी
FOETUS KO MARWA SULTANA
GHUMTI PHIREY GI
नव्वाब ऑफ़ पटौदी
की खैर अब न होगी
काले हिरन के बदले
सल्लू को जेल होगी
चलना संभाल संभाल के
एक दूसरे से जल के
पिस्तौल छोड़ संज्जू
त्रिशूल बाँट सकते
गाँधी गिरी दिखा केर
फिर जेल मैं न फंसते
कला हीरों नहीं गर
सूवर को मार खाते
शोहरत भी सल्लू पते
और जेल भी न जाते
चलना संभाल संभाल के
एक दूसरे से जल के
जो चाहते हो जीना
थोरा बनो कमीना
मुंह पैर मिठास लाओ
दिल कला फिर कराओ
थोरा न मुस्कुराओ
तुम खिल्ल्याँ उडाओ
तहजीब और तमद्दुन
अब भूल जाओ गुन
चलना संभाक संभाल के
एक दूसरे से जल के
मिर्चों मैं eint
chaaey मैं leedh तुम milaao
और urea detergent
sey doodh तुम banao
saffaey key taqaze
her मोड़ per milein gay
पब्लिक key toilet मैं
lotey भी न milein gay
चलना sanbhal sanbhal के re
aek दूसरे से जल key
Mazahb के नाम per तुम
chanda भी अब batoro
tender बिना kiyey ही
apnon के नाम jodo
isterha की property
तुम waqf भी न kerna
aulad को खिला ker
dunya sey kooch kerna
चलना sanbhal sanbhal key
aek दूसरे से जल key
JAB GHAR KERAEY PER LO
PEHLE TO HATH JORO
DEYNA HO JO KIRAYA
OWNER KA HATH TORO
AUR JAB UDHAR PAO
MUCHON PE LAO TAO
DAR SOOD KA NAHIN HAEY
RAQM-E-ASAL CHABAO
JO CAHTEY HO SIR JI
TUM YIELD KO BADHANA
P. A KI POST VACANT
BEGUM KO HI DILANA
WAQFEY MAIN SAASU JI KI
BURA-EIYAAN KAREIN GEIN
DICTATE KEY BAHANEY
WO PEETH BHEE MALEY GEIN
RASTEY BAREY KATHIN HAIN
CHALNA SANBHAL SANBHAL KEY
JAZBEY MAIN SOOD HOGA
PHIR ACHCHA MOOD HOGA
DER GOD KA NA HOGAA
HAAN YAKSAN CODE HOGAA
LAWER JO CAUSE HOGA
KYA KUCH NA FRAUD HOGA
JHOOTEY KA RAAJ HOGA
NARAAZ GOD HOGA
RASTEY BAREY KATHIN HAIN
CHALNA SANBHAL SANBHAL KEY
RASMEY TILAK BHI KYA BHIR
MUSLIM KO KARNI HOGI
YAA MURTI KI PUJA
COMPULSORY BANEY GI
SHRALOKA CHOR KER TAB
PANDIT KYA QUL PADHEIN GAY
PHERON KEY BAAD QUTBA
KYA MOULVI PADHEIN GAY?
RASTEY BAREY KATHIN HAIN
CHALNA SANBHAL SANBHAL KEY
PHIR BOOT PAINT AUR SHIRT
SEY LONDIYAAN SAJEIN GEIN
MUJRON KI SAARI HARKAT
LONDON KO KARNI HONGEIN
SHOHAR KI US KHALAA KO
ROBAT PUR KAREIN GAY
SHOHAR BHI PLASTIC KI
GURYON KA RUKH KAREIN GAY
RASTEY BAREY KATHIN HAIN
CHALNA SANBHAL SANBHAL KEY
KHOOBSOORTEY KEY PARDEY
BURQEY NA AB BANEIN GAY
KINNAR UNHEIN PEHAN KAR
ITHKEILIYAN KAREIN GAY
BIN DAARHIYON KEY CHORREY
BUS MAIN SAFAR KAREIN GAY
NAARI TO KYA HAIN NAR BHI
PHIR UNPAY MAR MITAEIN GAY
CHALNA SANBHAL SANBHAL KEY
EK DOOSREY SEY JAL KEY
EK JANWAR KEY BADLEY
AB JAIL TUMKO HOGEE
JOROO KAA JHOOT SARA
AB MEDIA SUNEY GEE
TALLAQ KI KAHANI
VOKALA HI AB GARHEIN GAY
JUDGE JHOOT SUNKEY UNKA
AB FAISLA KAREIN GAY
KYA FAISLA KAREIN GAY
BIPTA WO TUMKO DEIN GAY
जो चाहते हो जीना
थोरा बनो कमीना
मुंह पैर मिठास लाओ
दिल कला फिर कराओ
थोरा न मुस्कुराओ
तुम खिल्ल्याँ उडाओ
तहजीब और तमद्दुन
अब भूल जाओ गुन
चलना संभाक संभाल के
एक दूसरे से जल के
“DEV MAHA OSI” ATHARVA VED- BOOK NO 20-HYMN (CHAPTER 58)-VERSE-3 MEANS “ GOD IS VERY GREAT”----UNFORTUNATLY OUR SOME BROTHERS HAVE FORGOTTEN THIS GOOD SLOGAN SO SAID LIKE AS ABOVE.
BANDE MA TARAM---- MEANS O MOTHER WE BOW TOWARDS YOU-----IT IS AGAINST THE TEACHING OF VEDAS SINCE --- AS PER THIS SHRALOKA "“ANDHATMA PRAVISHANTI YE ASHAMBHUTI MUPASTE” YAJUR VEDA CHAPTER 40-VERSE-9 means they enter darkness those who worship natural (e.g a tree, an animal, a human, a planet, fire etc.) and the shloka say further they sink further into darkness who worship man made things e.g a figure, idol.)It is said here that natural and manmade forms matter. Thus AS OURS COUNTERY TOO IS MADE UP OF MATTER, worshipping & bowing to IT is against this teaching. YES WE CAN AND WE SHOULD RESPECT OURS COUNTRY BUT WORSHIPING IT MEANS WE ARE GOING AGAINST GODS WILL. TO SAVE OURS COUNTRY WE SHOULD DO WHATEVER ALMIGHTY WANTS US AND NOT WHAT OURS NEYTA WANT US.
“NA TASYA PRATIMA ASTI” svestavatra Upanishad-advaya (chapter)4,shloka(verse) 19 & yagurveda, chapter 32-verse 3 SO worshipping Gods having images IS AGAINST THIS TEACHING--- SO IMAGINE THE MEANING OF THIS STANZA OF THE ABOVE POETRY..
http://legalisedatank.blogspot.com/
Wednesday, May 27, 2009
LAJJA-6--- LEGALISED ATANK-WAD
KI RASM AB NIBHE GI
AUR SUNNAT-E-MOHAMMAD
KO JAIL BHI MILEY GI
HAQQ-E-TALAQ SHAYAD -
MUSLIM SE AB CHHINE GA -
HAAN JHOOT KA MUQADMA -
DAS SAAL TAK CHALE GA -
BROWN WA LAL PEELI-
LONDON KI MANG HOGI--
SARKON PE KAPRA BADLEY-
AURAT KI MANG HOGI--
SHOHAR KI US KHALA KO--
ROBAT PUR KAREIN GAY--
SHOHAR BHI PLASTIC KI--
GURIYON KA RUKH KAREIN GAY-
BIN DADHIYON KE CHHOREY--
BUS MAIN SAFAR KAREIN GAY--
NAARI TO KYA HAEY NAR BHI--
PHIR UNPE MAR MITEIN GAY---
AB BOOT PANT AUR SHIRT--
SE LONDIYA SAJEIN GEE-
MUJREY KI SARI HARKAT-
LONDON KO KARNI HONGI
SARKAR KI ANAYAT
JO EHLIYA KO HOGI -
TALLAQ KE BINA HI -
HALLALA WO KAREY GI -
WO MEHR JO MILI THI -
WO YEH TO NA KAHE GI -
HAAN ISTRI KE DHAN KI -
KOHRAM AB MACHCHE GI -
PEHLE MAIN MAAN BANI THI -
KHAWIND AB DIKHAEY -
AUR HASPATAAL JAKER -
EK KOKH FIT KARAEY -
SASU KA HOLD HOGA -
BIWI KA TOLD HOGA -
ILZAM -E -GOLD HOGA -
SHOHAR TO BOLD HOGA -
ISAAF KI YEH GHUTTI -
JO KOI BHI PIYEY GAA -
SACHHCHHAI KI DAGAR PER -
KIYON KER WO PHIR CHALE GA -
JAB FAISLA KARO TUM -
HINDI KI LAAJ RAKHNA -
RAB KI TARAF HAEY JANA -
MILLOD YAAD RAKHNA -
AURAT KO EIS JAHAN KI -
VICTORIA BANAO -
WO JHOOT MAIN PHANSAEY -
DANDEY BHI SAU (100) LAGAO...
AB SHADIYON KE BEEMAY -
KI IBTADA KARO TUM -
TALLAQ-E-ADLIYA MAIN -
AURAT KO HI BHARO TUM -
TALLAQ KI JAGAH PER -
MEDAM JO LEIWEIN KHUL-AA -
PHIR RAQM-E-BIMA KERNA -
TUM MARD KE HAWALA -
LAJJA-5---SEXUAL EDUCATION- FEELING OF A CLEAN SHAVEN MAN---- I.E....AFFECTS OF BEING A CLEAN SHAVEN--HIP HIP HI.............
बालों को झार के मूछें भी बाधाएं मैं ने
सुन्नत-इ-अहमदी मजाक बने मैं ने
लाया औजार-इ-कत्तिंग शावे बने मैं ने
उम्र बीईस (२२) मैं सिला हेरत-इ-अन्गेज़ आया
गंदुमी रंग का सन्डे-सा-आय उल्फत पाया
होंट दिलकश, कड़ी नाक, नज़रें शनासाई हें
खोपरी बालों से कुदरत ने क्या सजाएं हैं
कहते हैं लोग तुम्हें थोरा सा चुप रहते हो
बोल पारो जिस से टे फिर बोलते ही रहते हो
यह कियों दुआ दूं बिछें फूल तेरी राहों मैं
कटे हयात तेरी अदलिया मैं थानों मैं
यह कियों कहूं तुझे अज्द्वाज्दगी मायर मिले
मेरी दुआ ही तुझे लांगरी का दीदार मिले
कहे फंसा के तुझे अदलिया के दंगल मैं
फंसा हे ऊओंत आज लोमरी के चुंगल मैं
हजम करते रहो यूं दुश्मनी ज़मानें की
हैय क्या प्यारी दुआ उसने दी रुलाएं की
दिल मेरा देख तुम्हें थोरा सुकून पाता है
गर्दिश-इ-खून तुम्हें देख के भर जाता है
हाय क्या प्यारी अदा उसकी थी फुन्स्लएय् की
थोरी चाहत थी थोरी बातें थी जामें की
पके संदेसा-इ-उल्फत थोरा दिल ललचाया
देख लूं मैं भी मेरी जान को दिल मैं आया
ख़त के आखिर मैं पहुंचा तो थोरा घबराया
दिल मेरा जैसे फटा फेफर मुंह को आया
हां-एय वो कटिब-इ-ख़त नाम से मजहर निकला
यारों मेह्बूम मेरा मिस नहीं मिस्टर निकला.
NOTE: THIS IS AN IMAGINATIVE FEELINGS OF A MUSLIM GUY WHO HAS BECOME A CLEAN SHAVEN----- AFFECT OF BEING A CLEAN SHAVEN
LAJJA-4--- RISHWAT KHORI
KAL RAAT SHURT-E-HIND SE BIN BAAT HO GAEEY
(YESTERDAY NIGHT THERE WAS A MIS-TALK WITH AN INDIAN POLICE CONSTABLE)
PHIR BANDISH-E-USOOL KI SOGHAAT HOGAEEY
(THAN THERE WAS A PRSENTATION OF LIMATATIONS/BREAKING OF LAW)
EK JOSH SAMNEY THA QANOONI LIBAS MAIN
(AN INTEREST WAS STANDING BESIDE IN THE UNIFORM OF LAW)
WHO BAAT KER RAHA THA RUTBEY KI AAG MAIN
(TALKING IN THE FIRE OF PROUDE )
AANKHEIN WAHI SHABAB KI CHAHAT LIYE HUEY
(CARRYING EYES (AS THOUGH) IF IN A LIKING OF BEAUTY).
NAZREIN WAHI SANDESA-E--RISHWAT LIYEY HUEY
(CARRYING SIGHT (AS THOUGH) IF IN A DESIRE OF BRIBE.)
CHEHRA WAHI KE JAISEY DHUNDHAL MAIN HO AFTAAB
(CARRYINF A FACE (AS THOUGH) IF THE SUN HAS GONE BEHIND SHADY DUST .)
NIYYAT WAHI JO KEHTI HO KUCH DIJYEY JANAB
(CARRYING AN INTENTION (AS THOUGH) SAYING “GIVE SOMETHING”.)
KUCH DER TO TASALLIY – E - NIJAT HO GAEE.
(FOR A DURATION , THERE WAS A DRAMA FOR A GRANT OF A SAFETY)
LAB THAR- THARA RAHE THE MAGAR BAAT HO GAEE
(LIPS WERE SHIVERING BUT THERE WERE A TALK)
KAL RAAT SHURT-E-HIND SE BIN BAAT HO GAEEY
(YESTERDAY NIGHT THERE WAS A MIS-TALK WITH AN INDIAN POLICE CONSTABLE)
PHIR BANDISH-E-USOOL KI SOGHAAT HOGAEEY
(THAN THERE WAS A PRSENTATION OF LIMATATIONS/BREAKING OF LAW)
AEY MERI SHAAN-E-HIND WA JAMHOORI SHAAERI
(“O” MY INDIAN PROUD AND DEMOCRATIC POETRY)
DIL MANTA NAHIN KE TOO ZIMMAY SE PHIR GAEE
(MY HEART DOES NOT ACCEPT YOURS THIS DIGREE OF SINKING.)
MAYOOSIYAN BAHUT HAIN MAGAR DIL KO AAS HAEY
THERE ARE NUMEROUS DIS-HOPES BUT STILL THERE IS A TRUST TO HEART
.
MEHSOOS HO RAHA HAEY TOO QANOONI PYAS HAEY
(IT IS SEEMS THAT YOU ARE A THIRST OF LAW)
SAMJHAOON KIS TARAH SE KHUD-E-GARZ WAR KO
(HOW DO I EXPLAIN TO THIS SELFISH ATTACK)
WAPAS KAHAN SE LAAON MAIN “BAPU” KE PYAR KO
(HOW DO I GET THE LOVE OF BAPU RETURNED BACK)
MAJBOOR DIL KE SAATH BARI GHAAT HO GAEEY
(THERE WAS AN EXPOITATION TO THIS BROKEN HEART)
LAB THAR- THARA RAHE THE MAGAR BAAT HO GAEE
(LIPS WERE SHIVERING BUT THERE WERE A TALK)
KAL RAAT SHURT-E-HIND SE BIN BAAT HO GAEEY
(YESTERDAY NIGHT THERE WAS A MIS-TALK WITH AN INDIAN POLICE CONSTABLE)
LAJJA-3----SAREY JAHAN SE ACHCHA--- HINDOSTAN HAMARA
IQBAL TOO HAS LOST STRENGTH BEING ABOUT 85 YEARS OLD. THUS IS HERE BY, RETROFIITED AGAIN AS THE ENVIRONMENT AND POLITICS IS TOO POLLUTED NOW. CIRCUMSTANCES ARE CHANGED NOW.
SAREY JAHAN SE ACHCHA-----
HINDOSTAN HAMARA------
HAM BHERIYEY HAIN ISKE-----
YEH NATAWAAN HAMARA-----
MANDIR BANEY GA OONCHA---
HAM SAYA AASMAN KA----
JHOOTA THA ADL CHAHEY---
HO DASTAN YAHAN KA----
NEYTA YAHAN SIKHATA---
APAS MAIN BAIR RAKHNA---
MARRATHI MUMBAI MAIN----
LALU KAHAN HAEY APNA-----
INSAAF KA SHURU HAEY---
KYA IMTAHAN HAMARA----
SAREY JAHAN SE ACHCHA-----
HINDOSTAN HAMARA------
HAM BHERIYEY HAIN ISKE-----
YEH NATAWAAN HAMARA-----
POLLUTE KYON HUEY HAIN---
MAHOL ISKE DARYA-----
TRISHUL BANT-TEY HAIN-----
KIYON MULK MAIN TUGARYA---
KIYOON JHOOT NE HAEY PHARA---
INSAAF KA GIREYBAAN---
RISHWAT BANI HAEY KIYON AB---
EIS MULK KI NEGAHBAAN---
PHIKA SA KIYON PARA HAEY---
RANG-E-HINA HAMARA---
SAREY JAHAN SE ACHCHA-----
HINDOSTAN HAMARA------
HAM BHERIYEY HAIN ISKE-----
YEH NATAWAAN HAMARA-----
KIYON MULK MAIN GHAREEBON—
KI VOTE HI CHALE GI-----
SARKARI JHAPPI ZATON----
KE NAAM KIYON BANTE GI----
KIYON GHURBATE MUSLIM PER----
CHADAR SI AEK CHARHEY GI----
KIYON BHANJE BHATEEJON ---
KO NAUKRI MILEY GI---
INSAAF KA SHURU HAEY—
KYA IMTAHAN HAMARA-----
SAREY JAHAN SE ACHCHA-----
HINDOSTAN HAMARA------
HAM BHERIYEY HAIN ISKE-----
YEH NATAWAAN HAMARA-----
SACHCHAEI KIYON YAHAN KE---
JHOOTEY SE AB DARI HAEY---
MAHOL MAIN YAHAN KE----
KIYON AAG SI LAGI HAEY---
DOOJEY KO MAR KER BHI---
HOTI NAHIN PASHEEMAN---
INSANIYAT HUEEY HAEY----
KIYON IS JAHAN SE PINHAN---
PHIR BHI YAHI SIKHATA---
DIL, JISM-O-JAAN HAMARA----
SAREY JAHAN SE ACHCHA-----
HINDOSTAN HAMARA------
HAM BHERIYEY HAIN ISKE-----
YEH NATAWAAN HAMARA-----
AB CASTON KA SARTAAN---
HO HIND KI NA PEHCHAAN----
GUJJAR WA VAISH, SHARMA---
SIKH, EISAI, MUSALMAN-----
HO CASTON KE BADLEY---
HAALE-Y-MA-AASH PAIMAN---
ARAKSHAN KA GULISTAN---
BULBUL GHAREEB INSAN---
PHIR ZOR SE KAHEY GA ---
SARA JAHAN HAMRA----
SAREY JAHAN SE ACHCHA-----
HINDOSTAN HAMARA------
HAM BUBULAIN HAIN ISKE-----
YEH GULSITAAN HAMARA-----
DIFFICULT URDU WORDS
NATAWAAN : WEAK
PASHEEMAN : TO FEEL GUILTI
PINHAN : TO VANIISH, TO BECOME ZEERO
RANG-E-HINA : MENHDI COLOUR
CASTON KA SARTAN : CANCER OF CASTE
HO CATON KE BADLE--- INSTEAD OF CASTISM
HALEY MA-AASH PAIMAN----FINANCIAL CONDITION SHOULD BE THE CRITERIAN
GULISTAN------GARDEN
BHAIRIYA : NAME OF A CARNIVORE ANIMAL
BULBUL: NAME OF A BIRD
LAJJA-2---MY FUTURE PLANNINGS
JHALKE ANDER SE TERA BRA---
DHUNDLA DHUNLA UNNABI SA—
DEKHAIN SAB NAZREAIN CHUPA CHUPA-----
AB CHOR YEH SAB PERDA WARDA --------
DAQYA - NOOSI THAA WO BURQAA -------
SHOHAR KEY PASS NA JAEY GEE--------
MISS HIND TABHI KEHLAEY GEE---------
IBLIS KI YEH SAREE CHALEIN---
BADHKER MAIN NAIN APNAI HAIN--
IMAAN KI CHADAR, PER YARON—
IS DUNYA MAIN APNAEY HAEY-----
AUR ISKI AWAZ SHAYAD JAB BHI----
JANNAT MAIN DAALI JAOOON GI---
DILLI CHAY(6) USAY BANAOON GI----
LATTH HOORON PER CHALWAOON GI----
WO REHNEY LAGAEIN GAY RANJIDA----
MAIN BHI HOON KON SI SANJIDA----
JO UNSE HUAA KOI SHIKWA----
PHIR BOMB HAEY DOWRY SEEKING KA----
DOWR KI LIST CHURAAOON GI---
JUDGE SE PHIR YEH BATLAAOON GI----
HAA-EY KAISE THA PUCHKAARA---
YEH DEKHO TOOT GAYA BAALA---
WO PHOONK JO ISNE MARI THI----
YEH DEKHO TOOT GAAEY CHOORI----
FURTHER ISNEY HAEY KAMAL KIYA---
MAARI THUDDI WA NIKAAL DIYA---
AB BHI MERA SAB SARMAYA---
JUDGE SAHAB ISKE PAAS DHARA---
PISTOL NAHIN THA TANK MILA----
BOMB BHI TO THA WO ATOM KA----
PRADUSHAN SE HOON GHABRAATI---
MARUTI NAHIN SATTAR HAATHI----
AMMAN NEY DIYA THA WO BUNDA---
NAWWEY TONNE AUR PLATINUM KA—
AUR DEYTEY SAMAY MUJH SE THA KAHA---
YEH VAKIL JO HAEY SHAHID ISKA---
JAB HONEY MOON KO TUM JANA----
SPACE MAIN ISKO PAHAN LEYNA----
JO ISKO PAHAN MERI BAYETI---
MIRRIEKH KO BHAG NA PAEY GI---
JANNAT SE WO JO JAEY GI---
DOZAKH MAIN WAPAS AEY GI---
LAJJA-1----BADTAMEEZ KHAALA (AMROHA WALI)
MERI KHAALA OF AMROHA---
KATWA, BHANTWA, LATWA, KALWA---
LUCHCHE, PAAGAL TO BANEY RANDWA---
IN SAAT SURON KA YEH NAGHMA---
WO BAK DETI HAEY BINA WAQFA---
MAANI ISKA MAT POOCHYE GA----
BATLATI HAEY KARTAB DIKHLA----
NA- SHARM-O- HAYA, NA- SHARM-O-HAYA---
UF UF AA AA – UF UF AA AA -----
KHALA KYA HAEY DAYAN, THANYA----
BOYA USNEY MERA DHANYA-----
EK DIN JO KAHA MAIN NE KHAALA---
JOHAR EIS GOONGTI THUMRI KA----
SEEKHA HAEY JAKEY TUMNEY KAHAN-----
BOLI TOO KAISI M. PHARMA-----
AB TOO TOE NAHIN HAEY DOSHEEZA---
YEH THUMRI NAHIN YEH HAEY DADRA---
PER USE BAHUT SARA ISKA----
---(USE-1)---
BAITI KEY PIYA KO TOHFE MAIN---
TASHRIFI MAIN HAEY DIYA JAATA----
---(USE-2)---
WO CHHIDDA KHAN TONGE WALA---
MAANMA KE CHHACHHA KA SAALA
GHORA USKA JO BIDAKTA THAA---
TATTU KI HARKAT KERTA THA---
EIS DADREY KA CHABUK JO PARA----
HIN HIN KERTA SARPAT BHAGA---
---(USE-3)---
WO BUSH SAFAID SE GHAR WALA—
.AMRIKI FAUJON KA TAARA -----
MESSILE FAUJ WA TAYYARA---
USKO GHAMAND ATOM BOMB KA----
KUCHH KER NA SAKAA PER LADEN KA----
KAL USKA PHONE KHARAKTA THA---
KHAALA SE DISCUSS KERTA THA----
O BUSH KE BACHHCHE O SALEY----
O AEY GORI CHHAMRI WALEY----
NAWWEY CRORE KA YEH DADRA---
PAISA BHI JO AMRIKA KA----
JAB GALA PHAR KER GAYEY GA-----
WO CHUP TO REHNA PAEY GA----
AUR DAUR KE SAMNEY AEY GA---
BIL-AAKHIR BAKKRA JAEY GAAA----
BIL-AAKHIR PAKKRA JAEY GAAA--------
---(USE-4)---
EIS DADRE KI DHUN KO SUN KER----
JHUK GAYA THA TOWER OF PISA----
---(USE-5)---
DADREY KI SUN KER CHAL BHAGA---
COMPUTER JO THA HANGE PARA---
---(USE-6)---
BHATYARAN MEHMAN SE LARTI HAEY---
MESSILE PHIR AESI CHALTI HAEY-----
---(USE-7)---
CASSETE KO ISKE BAJA BAJA BAJA----
JALTA HAEY MERE GHAR KA CHULHA----
YEH DILLI CHHAY (6) KA HAEY NAGHMA---
THIS ALL MADE IN AMROHA ------
YEH DILLI CHHAY (6) KA HAEY NAGHMA---
THIS ALL MADE IN AMROHA ------
LAJJA 000---TARA ZAMEIN PER
JUSTICE OF A FOETUS
MERA KHAWAB
na tha khawab go ke haqeeqat janab.
Wo barish ki rut uspaey bijli bari,
chamakti, karakti per wo girtee na theey.
Wo paani tha raahon pe kach kach pari,
Wo mendak ki tar tar se garahi pati.
Andhera bahut rah milti na thi,
Ke dekhoun ke eisae main “main ja rahee”.
Quadam ka tha wehshat se uthna mahaal,
Larazta tha dar se mera baal baal.
Wo kachre main paaon sanbhalta na tha,
Per sar ka doshala phinsalta na tha.
Jo kuchh hosla pa ke aagae badhee,
Toe dekha qataar aek bachchaon ki thee.
Jo abyaz see poshaak pehney huaey,
Diya zindigi ka liyaey haath main.
Wo hathon main chhoti si dhibri liyaey,
Door se aesey lagtaey thaey jaataey huey.
Aaya gaari chalaey, dibba andar dikhaey,
Duniya jisko kahey railway, railway.
Jhoomtaey, machaltey, ithaltaey, kheltaey,
Jo falak ki chalaey toe unhaen choom laey.
Haaeay nannhaey sitaron ka wo charaghaan,
Aur maasoom chehron ka wo keh - kashan,
Bilkul chup chaap thaey aagey peechaey rawan,
Alla janaey key jaana tha unko kahan.
Who hawa key tamache wo barish ki taab,
Per diya kya ke jalta hi jayae janaab.
Eeysaa sochti thee ke mera pisar,
Usi fauj main mujhko ayaa nazar.
Wo nannha sa luthrha mera naunihal,
Chalaey hans goyaa key bubul ki chaal.
Who peichhaey tha per tez chalta na tha,
Diya uskey hathoon ka jalta na tha.
Kaha main ne yeh peh-chan ker meri jaan,
Mujhey chhor ker a aagayae tum kahan.
Yeh kehney pe mere who takta na tha,
Who nannha farishta chehekta na tha.
O nannhaey se raahee na dey dam mujhey
Jo waqfiyat abhi kam mujhaey.
Jo nannhaey ney dekha mera paech-o-tab,
Diya usney mounh pher kar youn jawab.
Foetus:
Wo sauda jo abba ka tum ney kiya,
Wo “ dain-e-mehar” jo vakeel khaa gaya.
Aur khaa key jo tum se yeh kehelwa diya,
Ke tumney usaey bhee to paaya na tha.
Aur phir court ki who tumharee sada.
wo sona jo abtak nahin haey mila
key haaa - ey mari dilwaiyo youn zara
key haaa-ey mari diwaiyo youn zara
Yeh iblees sun ker bahut khush huaa,
Wo assi dafaa shor - o - ghul se hansaa.
Main:
Yeh keh kar who kuchh der tak chup raha,
Diyaa phir dikhaa ker youn kahnaey lagaa.
Foetus:
Samajhti haey too ho gayaa isko kyaa?
Jo tere zehan ney tha haela kiya,
Tere doctor ne yeh bujhwa diyaa.
Tere sathiyoun ne yeh dafna diyaa.
Wo herja jo eis qatl ka tha liya
Tere Jamia ne yeh chhupwa diyaa.
And this all happened in India.
And this all happened in India.
Main: (mom)
Wo bachhcha phir kuch ghamzada ho gayaa,
Haathon ko jhatak ker khara ho gayaa.
Foetus:
O amma zara kuch sharam to karo,
So mujh per zara kuch karam to karo.
Wo abba ka mere kiya tum ne haal,
Na tum hoti kiski jo hoti majaal.
Ke hathoon ko unkey bhi tudwa diyaa,
Yeh hamdardeey ka ek naya fatwa thaa.
Judayee main rahtey hain who beqarar,
Piro-tae haan har roz ashkon ke haar.
Na perwa zara tum ney abba ki keey.
Gayee chor achchae wafa tum nae keey.
Munafiq ka kehna bhee kuchh aj haey.
Teen jumloon ka kesa yeh insaaf haey.
Bana haey naya “law” gehoon ke liyaey,
Pisaa per yeh ghun ies main kiyoon kis liyaey.
Misal ab jo teri ke mehtaab haey,
yeh kuchh bhi nahin kala dast-e-aab haey,
Kaali - wardi ki pleading ka tezaab haey.
Kahey bin tujhey jo key dastiyab haey?
Jo dunya main jhootey ka ab raaj haey,
toe aurat ke haq fesla maaaf haey.
main (Mom):
Too bakta haey kya kya main samjhi nahin,
Youn lagtaa hae urdu main kuch farcee.
Kuchh seekha bhi tooney haey ya ke nahin,
Idhar main toe thaehri ek pee aech dee.
Foetus:
Too PEE AECH DEE ya key PEE AECH DAA,
Yhe batlaey jis se “gar hoon main - jo tha.”
Wo abbaa ne ek nazm sikhlayee thee.
Inter - net pey log on karwayee thee.
Main (mom):
O mere sitare o noor-e-nazar,
Sunadey, sunadey usey aey jigar.
Foetus
Yah sach haey tereee mehfil main
Merey afsaney kuch bhee nahein.
Aur terey bahaney key aagey
Dunyaa key fasaney kuch bhee nahein.
Main saza hoon tery sharafat ka
Youn mujh sey nigahoon ko na choora.
Main bheee ek dil armanan bhara
Kyaa tujhko yeh maloom na thaa
Aulaaad ko saans jo dey na sakaa,
Shohar ko phir wo kya deyta.
Main ney toe kuch bhee kiyaa na thaa.
Phir kiyoon akhir main qatl hua?
Anjaam mera rooh - e - afzaa
Ek qissa hoon hamdardey ka
Wo teraa hee toe sign haey
Jhootey dawaey per quaa-em haey
Jiska na pata - uspey hey likhaa
Sign bhee aakhir hey tera.
Gana gaa - tee haey sharafat ka
Per dil haey eak munafiq ka.
Baloon ko aeysa shakal diyaa
Apney ko jesey qatl kiyaa.
Jo “wer” ki jagah mangaa sona
Yeh note hua teraa rona.
wo vakil tujhe sona deyta
ya choos tujhey wo youn leta
phir V>C ka jo test hua
sau fisad usmain fail hua
wo hamdardi ka mujassama
joota patloon aur chashma
wo vakoil ki chal jo chalta tha
jhootey ki naqal wo kerta tha
jhootey ka jubba pahan liya
sach ka kachcha haey phata hua
issey aagey mat pochiyey gaa
sensor mujh per bhi laga hua
yeh usko jaal kiyon lagta haey
wo abba teyra shohar haey
main qissa hoon HAMDARDI ka
anjaam mera rooh-e-afzaa
------------------------------------
Kaleey wardeey key khiloney ka.
Wo jhoota dawaa soney ka,
Angootheey, bunda aur maala,
Teenoon jo milein to banta haey
Aaya set sola toeley ka
Aur wo bhee aslee soney ka.
Per kara phool aur mang teeka
Yeh sab set main hotey hain kahan
Malaa jo too ney pehna tha.
Main terey kokh rehta tha
jo load transfer hota tha
main bhi toe usko dhota thaa
malaa ka wazan jo umoooman thaa
taqreeban sadhey teen tola.
Wo angoothi aur wo bunda
shayad wo tha itna chota
wo load jo mujh per aata tha
toe sara gul ho jata thaa
toe sara gul ho jata thaa
Per maan too zara bhi naa sharma
Main abhi hisaab laga doonga
Sola se ghataao isey zara
toe bachaey sadhey baarah tola
wo angoothee saw (100) ratti kei
isko jo ghattao ies main sey
toe bacha sadhey gyara tola tolaa
isko doe sey taqseem kiya
her bunda satter masha ka
kya lagta naheeen tha tojhey bada
ger too ney isey pehna hota
so feesad dawa haey mera
sara hamdard tujhey kehta
dekho jalwa kan - kata huaa.
Abba ka diya jo too ney kaha
Wazan sadhey satra tola.
Wo anjuthee saw(100) ratti ki.
her bunda barah maasha ka
isko jo ghatao ismain se
toe wazan jo haar ka pao gay
isey sun ker tum chillao gay
bin piyey hi tun ho jao gay
jo haar nahin wo aek jhoola
goya soney ka hindola
jab jazba haey khud gharzi ka
phir kiyon dawa Hamdardi ka
Main (mom):
O noor-e-nazar, too lagey rah - e - bar,
Kare baat karwee magar pur asar.
Main ro jaoon gi mere lakhtey jigar,
Kuch aur guftagoo chahey jhooti hi kar.
Foetus:
Na haein hath main chooriyaan aur karey.
Go peyroon se payal chooraye hue,
Jo baloon ka tal-chhat lieyaey ho phirey,
Phir kiyoon istarah bokhlayey hue.
Yeh kehna mera ab bhee too man ley,
Jura haey “war malaa” yeh too jaan ley.
Jo kar-waya mujhko jisim se juda,
Toe ab too bhee sunn yeh mera fesla.
Na ker wakt zayae o na-shukri shyae,
Jo ek jaan lee haey toe ek jaan daey.
And give it to him through whom I am,
Tabhi mera gussa tum paaao gi kam.
Yeh mat sochiyo main hoon arif nahiyn,
Har ek ghalat per teri nazrein tikien.
Ke insaaf ki baat jab haey baari,
To kaahey ki lajja kya sharindagi.
Go chaho yeh bachcha agar khush rahaey,
To par jao abba key phir se galey.
Go phir sey yeh moka do is rooh ko,
Ke phir se bharey ye teri kokh ko.
Raho saath abba key us wakt taak,
Na dekho jo godi main meri bilak.
Yeh khaali nahin wazan ki baat haey.
Bina janmein foetus ka insaaf haey.
Jo kar na sako meri hasrat poori,
To phir chhoro mujhko main eiasa saheey.
main abba se phir baat kar hi loon ga,
Inter - net se phir chaat kar hi loonga.
FOETUS KA MASSAGE USKE ABBU KE NAAM
PEYT KEY X-RAY KERWAEY HAIN JA KEY DO DO
KOKH MAIN USKE YEH BACHCHA HAEY
YEH WO BHOOL GAEEEY
USKE JHOOTEY KO THA INSAAF NE NA LALKARA
SACHHEY IMAN KI LAZZAT KA MAZA BHOOL GAEEEY
HUEEY HAEY MUNAQQA ANGOOR KA QISSA NA RAHA
PECH KO CHAKH KE WO FOETUS KA GILA BHOOL GAEEY
KHAALA SE WO JO CHADHI ALKA SE KUCH DARTI THEE
DAR-E-KHAWIND KE RASTEY KA NISHAAN BHOOL GAEEY
KALI WARDI KE DILASON PE JO NAZREIN PHINSLEIN
APNEY SHOHAR KE LABON KI WO DUA BHOOL GAEEEY
SACHCHEY HATHON KO THA HAMDARDI NAIN SANGSAAR KIYA
HATH SHOHAR KA HAEY YEH BHI FARMANA BHOOL GAEEY.
AMMA ABBA SE MOHABBAT KA BHALA BHOOL GAEY
PI KE WO SINKARA EHDO WAFA BHOOL GAEY
----------------------------------------------------------------------
Abbu ji ke tum chahey kuch bhi karo,
eis jhootey pe abba too bilkul “ na ro”
Ek aur dhoondo chahey wo andhi sahee,
Karey jo na eiseey magar “Hamdardi”.
GLOSSARY OF WORDS USED
Urdu/Arabic Word Stand for
Mera khawab my dream
haqeeqat fact
barish ki rut rainy season
raahon path ways
kach kach muddy water
mendak frog
garahi kachcha pond
rah way
qadam step
wehshat Fear, bad feeling
mahaal difficult
larazta shiver
paaon feet
doshala Piece of cloth used by a women for head covering
phinsalta To slip down
kachre mud
hosla Courage, bravery
qataar Line, queue, row, series
abyaz white
dhibri oil candle,
poshaak dress,
zindigi life
Aaya if
falak sky
choom kiss
nannhaey sey Tiny, small
charaghaan lighting
maasoom chehroon Innocent faces
keh - kashan, galaxy
tamache Slapping, beating
taab, Bearing, suffering,
pisar Kid,
fauj army
nannha small
luthrha Piece of meat (foetus)
naunihal Small child
hans Bird’s name
bulbul Bird’s name
nannha farishta Tiny angle
waqfiyat knowledege
paech-o-tab Hue and cry
sauda Deal, business,
dain-e-mehar Dowers amount
sada Representation
iblees King of devil, head of satan,
shor-o-ghul With noise, loudly,
hansaa laughed
zehan mind
haela Excuse, justification
bujhwa To put off
herja Reimbursement, compensation
sathiyoun Nears and dears
dafna To put in grave, to grave in
qatl murder
jamia university
payara Smart, beautyful,
ghamzada Sad, tragic, sorrowful
sharam Shy,
karam favour
fatwa Statement, declaration
ashkon Teardrops, grief
wafa Obedience,
Munafiq Hypocrite, deceiver, cheater
janjaal foolishness, senselessness
gehoon wheat
mehtaab Moon,
Kaala dast-e-aab Black tub for washing hands
tezaab acid
dastiyab available
fetus Zygote, embryo
farcee persian
seekha learned
pee aech dee P.H.D
pee aech daa Special PHD grant ed after a loss of an holy child
Noor-e-nazar Light of eyes
jigar liver
Hamdardi V.C- Jamia hamdard. Knows.
guftagoo discuss, talk
chooriyaan thin glass bangles
karey thick glass bangles
payal ornamental silver chain for feet.
baloon ka tal-chhat blunt hair style, short hair,
war malaa fastening of marriage
jisim body
judaa separate, detached.
feisla justice
wakt zayae time waste
naa-shukri shyae thank less thing
sochiyo think
arif one who knows
insaaf Justice, fairplay, equality
lajja shame, regret
sharmindagi shame, regret
abba father
Lag ja galey To grab, to seize, to take grip
rooh soul
Bilak Cry of a child,
Bina janmein fetus unborn child
aarzoo Will, wish, desire
chhoro mujhko leave me
na ro do not weep, do not mourn
wazan Weight, load
andhi blind